Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bulbul ne kuDhaya na gham-e-gul ne rulaya

Mirza Mohammad Taqi Hawas

bulbul ne kuDhaya na gham-e-gul ne rulaya

Mirza Mohammad Taqi Hawas

MORE BYMirza Mohammad Taqi Hawas

    bulbul ne kuḌhāyā na ġham-e-gul ne rulāyā

    ham ko to faqat us ke taġhāful ne rulāyā

    saaqī jo na thā yaar to shab majlis-e-mai meñ

    tā-sub.h mujhe shīshe ke qulqul ne rulāyā

    gulshan meñ bahār aa.ī hai gul jām-ba-kaf haiñ

    is fasl meñ saaqī ke tasāhul ne rulāyā

    bulbul ne kuDhaya na gham-e-gul ne rulaya

    hum ko to faqat us ke taghaful ne rulaya

    saqi jo na tha yar to shab majlis-e-mai mein

    ta-subh mujhe shishe ke qulqul ne rulaya

    gulshan mein bahaar aai hai gul jam-ba-kaf hain

    is fasl mein saqi ke tasahul ne rulaya

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now