Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dasht-e-ghurbat mein agar sath tumhaara hota

Basheer Ahmad Shad

dasht-e-ghurbat mein agar sath tumhaara hota

Basheer Ahmad Shad

MORE BYBasheer Ahmad Shad

    dasht-e-ġhurbat meñ agar saath tumhārā hotā

    kyuuñ na sadiyoñ safar ham ko gavārā hotā

    apnī taz.īn se kuchh vaqt bachā kar jānāñ

    mere māhaul zulfoñ ko sañvārā hotā

    apne masnad se zarā nīche utar kar ne

    ek lamha mire saath guzārā hotā

    ruk na jaatā vo kisī koh-e-girāñ mānind

    ne gar vaqt ke dariyā ko pukārā hotā

    mere be-nūr darīchoñ meñ ziyā ḳhātir

    koī jugnū koī sūraj koī taarā hotā

    dasht-e-ghurbat mein agar sath tumhaara hota

    kyun na sadiyon ka safar hum ko gawara hota

    apni tazin se kuchh waqt bacha kar jaanan

    mere mahaul ki zulfon ko sanwara hota

    apne masnad se zara niche utar kar tu ne

    ek lamha hi mere sath guzara hota

    ruk na jata wo kisi koh-e-giran ki manind

    tu ne gar waqt ke dariya ko pukara hota

    mere be-nur darichon mein ziya ki KHatir

    koi jugnu koi suraj koi tara hota

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now