Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil ke pahlu mein na itna dukh samona chahiye tha

Nayyar Aaqil

dil ke pahlu mein na itna dukh samona chahiye tha

Nayyar Aaqil

MORE BYNayyar Aaqil

    dil ke pahlū meñ na itnā dukh samonā chāhiye thā

    istitā.at ke mutābiq bojh Dhonā chāhiye thā

    us ko miTTī mil ga.ī hai jis ko sonā chāhiye thā

    hirs shāyad yahī anjām honā chāhiye thā

    maut ko darkār thī ik vus.at-e-be-hadd-o-pāyāñ

    zindagī ko qabr sunsān konā chāhiye thā

    jo huā gar vo na hotā phir to hotā jaane kyā kyā

    ham ne maanā jo huā vo sab na honā chāhiye thā

    dil ke pahlu mein na itna dukh samona chahiye tha

    istitaat ke mutabiq bojh Dhona chahiye tha

    us ko miTTi mil gai hai jis ko sona chahiye tha

    hirs ka shayad yahi anjam hona chahiye tha

    maut ko darkar thi ek wusat-e-be-hadd-o-payan

    zindagi ko qabr ka sunsan kona chahiye tha

    jo hua gar wo na hota phir to hota jaane kya kya

    hum ne mana jo hua wo sab na hona chahiye tha

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now