Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil mein mere sukun ka imkan kya hi ho

Navin Joshi

dil mein mere sukun ka imkan kya hi ho

Navin Joshi

MORE BYNavin Joshi

    dil meñ mire sukūn imkān kyā ho

    shā'ir huuñ zindagī mirī āsān kyā ho

    jab tak maiñ an-kahī ko kahī meñ badal na duuñ

    mere kalām se mirī pahchān kyā ho

    jo khel khelne ko khilāḌī nahīñ koī

    us khel ke liye koī maidān kyā ho

    jis ke liye zamīr tijārat chiiz hai

    us shaḳhs se vazāhat-e-īmān kyā ho

    jaane hai fikr kyoñ mujhe ḳhvāboñ ke shahr

    jo bas nahīñ sakā kabhī vīrān kyā ho

    bhagvān kyā ho koī insān se alag

    insān se baḌā koī shaitān kyā ho

    dil mein mere sukun ka imkan kya hi ho

    sha'ir hun zindagi meri aasan kya hi ho

    jab tak main an-kahi ko kahi mein badal na dun

    mere kalam se meri pahchan kya hi ho

    jo khel khelne ko khilaDi nahin koi

    us khel ke liye koi maidan kya hi ho

    jis ke liye zamir tijarat ki chiz hai

    us shaKHs se wazahat-e-iman kya hi ho

    jaane hai fikr kyon mujhe KHwabon ke shahr ki

    jo bas nahin saka kabhi viran kya hi ho

    bhagwan kya hi ho koi insan se alag

    insan se baDa koi shaitan kya hi ho

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now