Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gila sitam ka na shikwa hai bewafai ka

Inayatullah Raushan Badauni

gila sitam ka na shikwa hai bewafai ka

Inayatullah Raushan Badauni

MORE BYInayatullah Raushan Badauni

    gila sitam na shikva hai bevafā.ī

    jigar meñ daaġh nihāñ hai tirī judā.ī

    sitam-shi.ār satānā kisī ḳhuub nahīñ

    bahut ḳharāb sar-anjām hai burā.ī

    taḌap taḌap ke huā gosha-e-qafas meñ tamām

    dil-e-asīr meñ armāñ rahā rihā.ī

    suḳhan meñ apne ḳhudā-dād hai ye husn-e-butāñ

    ki ḳhaar murġh-e-chaman ko hai ḳhush-navā.ī

    havas hai kis ko yahāñ taḳht-o-tāj 'raushan'

    ḳhudā ne ham ko diyā hai sharaf gadā.ī

    gila sitam ka na shikwa hai bewafai ka

    jigar mein dagh nihan hai teri judai ka

    sitam-shiar satana kisi ka KHub nahin

    bahut KHarab sar-anjam hai burai ka

    taDap taDap ke hua gosha-e-qafas mein tamam

    dil-e-asir mein arman raha rihai ka

    suKHan mein apne KHuda-dad hai ye husn-e-butan

    ki KHar murgh-e-chaman ko hai KHush-nawai ka

    hawas hai kis ko yahan taKHt-o-taj ki 'raushan'

    KHuda ne hum ko diya hai sharaf gadai ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now