hath tere na lagta to nayab tha
hath tere na lagta to nayab tha
Syed Wajih Ul Hassan Sherazi
MORE BYSyed Wajih Ul Hassan Sherazi
haath tere na lagtā to nāyāb thā
yuuñ to maiñ bhī hasīnāoñ kā ḳhvāb thā
us ne chhoḌā to dil merā sīmāb thā
aañkh bhīgī thī ashkoñ kā sailāb thā
ab to phir se hai bachpan kī ḳhvāhish mujhe
maiñ kabhī is javānī ko betāb thā
ik hasīñ giit jaisī thī ye zindagī
aur maiñ is meñ jaise ke mizrāb thā
maiñ to ġhurbat se murjhā gayā huuñ 'vajīh'
varna ik daur thā jab maiñ shādāb thā
hath tere na lagta to nayab tha
yun to main bhi hasinaon ka KHwab tha
us ne chhoDa to dil mera simab tha
aankh bhigi thi ashkon ka sailab tha
ab to phir se hai bachpan ki KHwahish mujhe
main kabhi is jawani ko betab tha
ek hasin git jaisi thi ye zindagi
aur main is mein jaise ke mizrab tha
main to ghurbat se murjha gaya hun 'wajih'
warna ek daur tha jab main shadab tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.