Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hum ko aadat qasam nibhane ki

Seema Sharma Sarhad

hum ko aadat qasam nibhane ki

Seema Sharma Sarhad

MORE BYSeema Sharma Sarhad

    ham ko aadat qasam nibhāne

    un fitrat hai bhuul jaane

    sar jhukā kar maiñ kyuuñ nahīñ jiitī

    bas shikāyat yahī zamāne

    us shartoñ pe mujh ko hai jiinā

    kaisī dīvāngī divāne

    us ko nafrat hai mohabbat hai

    phir zarūrat hai āzmāne

    ba.ad marne ke le ke jā.ūñgī

    aarzū apne āshiyāne

    maiñ to yuuñ bhī sulag rahī 'sarhad'

    kyā paḌī aag yuuñ lagāne

    hum ko aadat qasam nibhane ki

    un ki fitrat hai bhul jaane ki

    sar jhuka kar main kyun nahin jiti

    bas shikayat yahi zamane ki

    us ki sharton pe mujh ko hai jina

    kaisi diwangi diwane ki

    us ko nafrat hai ya mohabbat hai

    phir zarurat hai aazmane ki

    baad marne ke le ke jaungi

    aarzu apne aashiyane ki

    main to yun bhi sulag rahi 'sarhad'

    kya paDi aag yun lagane ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now