hum pas-e-parda rahen ya pesh-e-manzar mein rahen
ham pas-e-parda raheñ yā pesh-e-manzar meñ raheñ
haañ hamāre harf raushan dīda-e-tar meñ raheñ
ek saf meñ ham-qadam rahnā agar mushkil huā
ye to mumkin hai ki ham tum ek lashkar meñ raheñ
thak ga.ī huuñ sochtī huuñ ḳhud ko samjhāyā karūñ
ye ki āḳhir kitne saude ek hī sar meñ raheñ
diary meñ aaj kī tārīḳh par likhā milā
mezbānī ke liye tanhā.ī kī ghar meñ raheñ
hum pas-e-parda rahen ya pesh-e-manzar mein rahen
han hamare harf raushan dida-e-tar mein rahen
ek saf mein ham-qadam rahna agar mushkil hua
ye to mumkin hai ki hum tum ek lashkar mein rahen
thak gai hun sochti hun KHud ko samjhaya karun
ye ki aaKHir kitne saude ek hi sar mein rahen
diary mein aaj ki tariKH par likha mila
mezbani ke liye tanhai ki ghar mein rahen
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.