Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hamesha chah thi jis ko meri ghulami ki

Sadia Swera

hamesha chah thi jis ko meri ghulami ki

Sadia Swera

MORE BYSadia Swera

    hamesha chaah thī jis ko mirī ġhulāmī

    ḳhushī nahīñ hai use merī tez-gāmī

    tamām shahr meñ us bad-nazar ke charche the

    maiñ qasmeñ khātī rahī jis nek-nāmī

    vo saath ho ke bhī mujh se hamesha duur rahā

    use ḳhabar na thī merī tishna-kāmī

    vo is ḳharābe ke sab se baḌe khilāḌī haiñ

    jinheñ shikāyateñ rahtī haiñ bad-nizāmī

    maiñ is liye bhī tirā e'tibār kar na sakī

    mujhe umiid thī tujh se namak-harāmī

    hamesha chah thi jis ko meri ghulami ki

    KHushi nahin hai use meri tez-gami ki

    tamam shahr mein us bad-nazar ke charche the

    main qasmen khati rahi jis ki nek-nami ki

    wo sath ho ke bhi mujh se hamesha dur raha

    use KHabar hi na thi meri tishna-kaami ki

    wo is KHarabe ke sab se baDe khilaDi hain

    jinhen shikayaten rahti hain bad-nizami ki

    main is liye bhi tera e'tibar kar na saki

    mujhe umid thi tujh se namak-harami ki

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now