Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hijrat ke intiKHab pe qudrat nahin mujhe

Mohammad Mustahsan Jami

hijrat ke intiKHab pe qudrat nahin mujhe

Mohammad Mustahsan Jami

MORE BYMohammad Mustahsan Jami

    hijrat ke intiḳhāb pe qudrat nahīñ mujhe

    is bebasī meñ ye bhī suhūlat nahīñ mujhe

    ab to parā.e apne sabhī ek ho chale

    yaanī kisī farīq se nafrat nahīñ mujhe

    ab terā merā koī ta'alluq nahīñ rahā

    tere kisī bhī fe.al pe hairat nahīñ mujhe

    terī kisī duā se ġharaz nahīñ rahī

    terī mohabbatoñ zarūrat nahīñ mujhe

    tere liye ye kitnī aziyyat baat hai

    sāmne hai aur masarrat nahīñ mujhe

    hijrat ke intiKHab pe qudrat nahin mujhe

    is bebasi mein ye bhi suhulat nahin mujhe

    ab to parae apne sabhi ek ho chale

    yani kisi fariq se nafrat nahin mujhe

    ab tera mera koi ta'alluq nahin raha

    tere kisi bhi feal pe hairat nahin mujhe

    teri kisi dua se gharaz hi nahin rahi

    teri mohabbaton ki zarurat nahin mujhe

    tere liye ye kitni aziyyat ki baat hai

    tu samne hai aur masarrat nahin mujhe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now