Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hua piri mein ishq us naujawan ka

Ibraheem Aajiz

hua piri mein ishq us naujawan ka

Ibraheem Aajiz

MORE BYIbraheem Aajiz

    huā piirī meñ ishq us naujavāñ

    ilāhī mujh meñ zor aaya kahāñ

    paḌā saaya jo us sarv-e-ravāñ

    milā rutba zamīñ ko āsmāñ

    irāda jab huā mujh ko fuġhāñ

    dhuāñ ban kar uḌā rang āsmāñ

    samajhte haiñ gadā qand-e-mukarrar

    kalām us ḳhusrav-e-shīrīñ-dahāñ

    dil apnā bach nahīñ saktā nazar se

    nishāna hai vo tīr-e-be-kamāñ

    bahut DhūñDhī kamar āḳhir na paa.ī

    patā miltā kahīñ hai be-nishāñ

    paḌī majnūñ ke paañv meñ jo zanjīr

    uThānā paḌā bār-e-garāñ

    miTā huuñ ai humā un talab meñ

    tajassus chhoḌ mere ustuḳhvāñ

    safar hai āḳhirat pesh 'ājiz'

    tujhe sāmān lāzim hai vahāñ

    hua piri mein ishq us naujawan ka

    ilahi mujh mein zor aaya kahan ka

    paDa saya jo us sarw-e-rawan ka

    mila rutba zamin ko aasman ka

    irada jab hua mujh ko fughan ka

    dhuan ban kar uDa rang aasman ka

    samajhte hain gada qand-e-mukarrar

    kalam us KHusraw-e-shirin-dahan ka

    dil apna bach nahin sakta nazar se

    nishana hai wo tir-e-be-kaman ka

    bahut DhunDhi kamar aaKHir na pai

    pata milta kahin hai be-nishan ka

    paDi majnun ke panw mein jo zanjir

    uThana hi paDa bar-e-garan ka

    miTa hun ai huma un ki talab mein

    tajassus chhoD mere ustuKHwan ka

    safar hai aaKHirat ka pesh 'ajiz'

    tujhe saman lazim hai wahan ka

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now