Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq jis shaKHs ko diwana bana deta hai

Mohammad Mustahsan Jami

ishq jis shaKHs ko diwana bana deta hai

Mohammad Mustahsan Jami

MORE BYMohammad Mustahsan Jami

    ishq jis shaḳhs ko dīvāna banā detā hai

    phir vo qārūñ ḳhazāna bhī luTā detā hai

    ham vo vahshī jinheñ khanDar bhī lagāte haiñ gale

    ham vo sahrā.ī jinheñ dasht duā detā hai

    tum agar chāho to phir us se takallum karnā

    muḳhtasar vaqt meñ tafsīl batā detā hai

    is liye vasl ḳhvāhish nahīñ maiñ ne

    hijr jitnā bhī purānā ho mazā detā hai

    pahle ḳhāmosh nigāhoñ se suḳhan kartā hai

    aur phir jalte charāġhoñ ko bujhā detā hai

    yaad rakhnā bhī aziyyat sabab hai 'jāmī'

    bhuul jaane bhī vo saḳht sazā detā hai

    ishq jis shaKHs ko diwana bana deta hai

    phir wo qarun ka KHazana bhi luTa deta hai

    hum wo wahshi jinhen khanDar bhi lagate hain gale

    hum wo sahrai jinhen dasht dua deta hai

    tum agar chaho to phir us se takallum karna

    muKHtasar waqt mein tafsil bata deta hai

    is liye wasl ki KHwahish hi nahin ki main ne

    hijr jitna bhi purana ho maza deta hai

    pahle KHamosh nigahon se suKHan karta hai

    aur phir jalte charaghon ko bujha deta hai

    yaad rakhna bhi aziyyat ka sabab hai 'jami'

    bhul jaane ki bhi wo saKHt saza deta hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now