Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq lega dil mein jab angDaiyan

Abdullah Khalid

ishq lega dil mein jab angDaiyan

Abdullah Khalid

MORE BYAbdullah Khalid

    'ishq legā dil meñ jab añgḌā.iyāñ

    sab dharī rah jā.eñgī dānā.iyāñ

    avval avval anjuman-ārā.iyāñ

    āḳhirash mahrūmiyāñ tanhā.iyāñ

    soch liije phir tamanna kījiye

    sab ko raas aatī nahīñ ūñchā.iyāñ

    dekh lenā raushnī tak saath haiñ

    dostoñ ḳhushnumā parchhā.iyāñ

    haiñ hamārī nek-nāmī dalīl

    duur tak phailī huī rusvā.iyāñ

    zalzale sailāb tūfāñ hādse

    vaqt allāh re añgḌāiyāñ

    kyoñ na ho apnā ta'alluq ḳhush-gavār

    tum bhī duniyā-dār maiñ bhī kā.iyāñ

    'ishq lega dil mein jab angDaiyan

    sab dhari rah jaengi danaiyan

    awwal awwal anjuman-araiyan

    aaKHirash mahrumiyan tanhaiyan

    soch lije phir tamanna kijiye

    sab ko ras aati nahin unchaiyan

    dekh lena raushni tak sath hain

    doston ki KHushnuma parchhaiyan

    hain hamari nek-nami ki dalil

    dur tak phaili hui ruswaiyan

    zalzale sailab tufan hadse

    waqt ki allah re angDaiyan

    kyon na ho apna ta'alluq KHush-gawar

    tum bhi duniya-dar main bhi kaiyan

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now