Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jaise jaise sham ye be-nur hoti ja rahi hai

Asad Bijnori Alig

jaise jaise sham ye be-nur hoti ja rahi hai

Asad Bijnori Alig

MORE BYAsad Bijnori Alig

    jaise jaise shaam ye be-nūr hotī rahī hai

    ye tabī'at bin piye maḳhmūr hotī rahī hai

    us ham se baat karnā yaad karnā pyaar karnā

    ik ġhalat-fahmī thī jo ab duur hotī rahī hai

    is liye maiñ na kartā thā kabhī tā'rīf us

    dekhiye ab din-ba-din maġhrūr hotī rahī hai

    tum to kahte the bahut be-muravvat hai ye duniyā

    yaar ye to aap majbūr hotī rahī hai

    kar rahe haiñ nukta-chīñ tanqīd merī shā'irī par

    yā'nī merī shaḳhsiyat mash.hūr hotī rahī hai

    bad-zabānī baap se aur bad-sulūkī vālida se

    daur-e-hāzir nayā dastūr hotī rahī hai

    be-ruḳhī par jis ko apnī naaz thā kal tak use bhī

    ham se ulfat aur phir bharpūr hotī rahī hai

    chhoḌ bhī do ab 'asad' din raat us ko yaad karnā

    yaar dekho zindagī ranjūr hotī rahī hai

    jaise jaise sham ye be-nur hoti ja rahi hai

    ye tabi'at bin piye maKHmur hoti ja rahi hai

    us ka hum se baat karna yaad karna pyar karna

    ek ghalat-fahmi thi jo ab dur hoti ja rahi hai

    is liye hi main na karta tha kabhi ta'rif us ki

    dekhiye ab din-ba-din maghrur hoti ja rahi hai

    tum to kahte the bahut hi be-murawwat hai ye duniya

    yar ye to aap hi majbur hoti ja rahi hai

    kar rahe hain nukta-chin tanqid meri sha'iri par

    ya'ni meri shaKHsiyat mashhur hoti ja rahi hai

    bad-zabani bap se aur bad-suluki walida se

    daur-e-hazir ka naya dastur hoti ja rahi hai

    be-ruKHi par jis ko apni naz tha kal tak use bhi

    hum se ulfat aur phir bharpur hoti ja rahi hai

    chhoD bhi do ab 'asad' din raat us ko yaad karna

    yar dekho zindagi ranjur hoti ja rahi hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now