Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jawan sitaron ko gardish sikha raha tha main

Tanveer Ghazi

jawan sitaron ko gardish sikha raha tha main

Tanveer Ghazi

MORE BYTanveer Ghazi

    javāñ sitāroñ ko gardish sikhā rahā thā maiñ

    kal us ke haath kangan ghumā rahā thā maiñ

    usī diye ne jalāyā mirī hathelī ko

    ki jis lau ko havā se bachā rahā thā maiñ

    tamām gopiyāñ masrūf thiiñ numā.ish meñ

    akelā khet meñ bansī bajā rahā thā thā maiñ

    ye baat dhuup ko shāyad bahut ḳharāb lagī

    sulagtī ret pe bādal bichhā rahā thā maiñ

    jawan sitaron ko gardish sikha raha tha main

    kal us ke hath ka kangan ghuma raha tha main

    usi diye ne jalaya meri hatheli ko

    ki jis ki lau ko hawa se bacha raha tha main

    tamam gopiyan masruf thin numaish mein

    akela khet mein bansi baja raha tha tha main

    ye baat dhup ko shayad bahut KHarab lagi

    sulagti ret pe baadal bichha raha tha main

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now