Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kabhi kabhi tumhein yun bhi pukar lete hain

Satish Mukhtalif

kabhi kabhi tumhein yun bhi pukar lete hain

Satish Mukhtalif

MORE BYSatish Mukhtalif

    kabhī kabhī tumheñ yuuñ bhī pukār lete haiñ

    kuchh is tarah se samay ko guzār lete haiñ

    koī bhī baat jo dil ko garāñ guzartī hai

    tumhārī yaad ko dil meñ utaar lete haiñ

    tumhārī yaad sahārā hai jis ke hone se

    jo vaqt Thahrā huā hai guzār lete haiñ

    yahāñ koī bhī nahīñ hai yahāñ koī bhī nahīñ

    so jaate jaate idhar bhī pukār lete haiñ

    kabhi kabhi tumhein yun bhi pukar lete hain

    kuchh is tarah se samay ko guzar lete hain

    koi bhi baat jo dil ko garan guzarti hai

    tumhaari yaad ko dil mein utar lete hain

    tumhaari yaad sahaara hai jis ke hone se

    jo waqt Thahra hua hai guzar lete hain

    yahan koi bhi nahin hai yahan koi bhi nahin

    so jate jate idhar bhi pukar lete hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now