Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

khelunga phir kabhi koi daw visal par

Jaani Lakhnavi

khelunga phir kabhi koi daw visal par

Jaani Lakhnavi

MORE BYJaani Lakhnavi

    khelūñgā phir kabhī koī daav visāl par

    filhāl munhasir huuñ maiñ apne malāl par

    sūrat nahīñ uruuj sab kuchh tilism hai

    duniyā niiñv rakkhī ga.ī hai zavāl par

    dekhā hai jab se us ne natīja uḌaan

    ḳhud kutar diye haiñ parinde ne bāl-par

    Thokar pe rakh na de tire sikkoñ ko bādshāh

    darvesh aa rahā hai ab apne kamāl par

    ik Tak na dekhiye ki ise TūTnā bhī hai

    rah-rah ke Daalā kiije nigāheñ sifāl par

    vahshat kashtiyoñ pe haiñ 'jānī' savār aur

    āmāda ho rahī haiñ ye lahreñ uchhāl par

    khelunga phir kabhi koi daw visal par

    filhaal munhasir hun main apne malal par

    surat nahin uruj ki sab kuchh tilism hai

    duniya ki ninw rakkhi gai hai zawal par

    dekha hai jab se us ne natija uDan ka

    KHud hi kutar diye hain parinde ne baal-par

    Thokar pe rakh na de tere sikkon ko baadshah

    darwesh aa raha hai ab apne kamal par

    ek Tak na dekhiye ki ise TuTna bhi hai

    rah-rah ke Dala kije nigahen sifal par

    wahshat ki kashtiyon pe hain 'jaani' sawar aur

    aamada ho rahi hain ye lahren uchhaal par

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now