Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kho gaya bhiD mein aasab pe chhane wala

Sabir Naseerabadi

kho gaya bhiD mein aasab pe chhane wala

Sabir Naseerabadi

MORE BYSabir Naseerabadi

    kho gayā bhiiḌ meñ ā'sāb pe chhāne vaalā

    jaane kab lauT ke aa.egā vo jaane vaalā

    apne ehsās ātish se pighal jā.egā

    be-gunāhoñ ke makānāt jalāne vaalā

    is meñ pinhāñ haiñ rumūz-e-ġham-e-hastī yaaro

    saaz hote hue ḳhāmosh hai gaane vaalā

    apnī manzil pe bahar-hāl pahuñch jā.egā

    Thokareñ aaj har ik gaam pe khāne vaalā

    ham ne kuchh aur samjhā thā magar kyā kahiye

    us andāz bhī lagtā hai zamāne vaalā

    ab to allāh muhāfiz hai hamārā 'sābir'

    rāsta bhuul gayā raah dikhāne vaalā

    kho gaya bhiD mein aa'sab pe chhane wala

    jaane kab lauT ke aaega wo jaane wala

    apne ehsas ki aatish se pighal jaega

    be-gunahon ke makanat jalane wala

    is mein pinhan hain rumuz-e-gham-e-hasti yaro

    saz hote hue KHamosh hai gane wala

    apni manzil pe bahar-haal pahunch jaega

    Thokaren aaj har ek gam pe khane wala

    hum ne kuchh aur hi samjha tha magar kya kahiye

    us ka andaz bhi lagta hai zamane wala

    ab to allah muhafiz hai hamara 'sabir'

    rasta bhul gaya rah dikhane wala

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now