Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHud apni soch ki parchhaiyan Daraen mujhe

Shafi Zamin

KHud apni soch ki parchhaiyan Daraen mujhe

Shafi Zamin

MORE BYShafi Zamin

    ḳhud apnī soch parchhā.iyāñ Darā.eñ mujhe

    ye Dā.ineñ ye pichhal-pā.iyāñ Darā.eñ mujhe

    zamīn girne lagī āsmān par logo

    ki merī Doltī bīnā.iyāñ Darā.eñ mujhe

    ab ā.īnoñ ke muqābil Thahar na pā.ūñ maiñ

    ki un kuchh na.ī sachchā.iyāñ Darā.eñ mujhe

    jo kal achambhā thā dushmanoñ yūrish par

    to aaj apnī paspā.iyāñ Darā.eñ mujhe

    gurez kartā huuñ zāmin anā-parastoñ se

    ki un ke zehn tanhā.iyāñ Darā.eñ mujhe

    KHud apni soch ki parchhaiyan Daraen mujhe

    ye Dainen ye pichhal-paiyan Daraen mujhe

    zamin girne lagi aasman par logo

    ki meri Dolti binaiyan Daraen mujhe

    ab aainon ke muqabil Thahar na paun main

    ki un ki kuchh nai sachchaiyan Daraen mujhe

    jo kal achambha sa tha dushmanon ki yurish par

    to aaj apni hi paspaiyan Daraen mujhe

    gurez karta hun zamin ana-paraston se

    ki un ke zehn ki tanhaiyan Daraen mujhe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now