Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHushi ko muqtadi gham ko imam karne ki

Aqib Sabir

KHushi ko muqtadi gham ko imam karne ki

Aqib Sabir

MORE BYAqib Sabir

    ḳhushī ko muqtadī ġham ko imaam karne

    sazā hai 'ishq ke but ko salām karne

    makīn ghar divāroñ meñ chun diye ga.e the

    sadā.eñ aatī thiiñ un ke ḳhirām karne

    girāñ hai itnī laboñ par hurūf zanjīr

    zabāñ pe qaid ho jaise kalām karne

    nadī kināre bharī dopahar meñ aa baiThe

    ḳhayāl-e-yār ko jaldī thī shaam karne

    KHushi ko muqtadi gham ko imam karne ki

    saza hai 'ishq ke but ko salam karne ki

    makin ghar ki diwaron mein chun diye gae the

    sadaen aati thin un ke KHiram karne ki

    giran hai itni labon par huruf ki zanjir

    zaban pe qaid ho jaise kalam karne ki

    nadi kinare bhari dopahar mein aa baiThe

    KHayal-e-yar ko jaldi thi sham karne ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now