Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHushi to hai hi tajjub magar ziyaada hai

Dr. Bhawana Srivastava

KHushi to hai hi tajjub magar ziyaada hai

Dr. Bhawana Srivastava

MORE BYDr. Bhawana Srivastava

    ḳhushī to hai ta'ajjub magar ziyāda hai

    vo shaḳhs ḳhudā kitnā hamāre jaisā hai

    yaqīn jāniye hasrat nahīñ hai dil meñ koī

    bas us sāmne honā sukūn detā hai

    ham aise log to is baat se pareshāñ haiñ

    jo hone vaalā hai vo bhī dikhā.ī detā hai

    kisī bhī shaḳhs ḳhātir na bhūliye ḳhud ko

    ye us se pyaar nahīñ apne saath dhokā hai

    KHushi to hai hi ta'ajjub magar ziyaada hai

    wo shaKHs ya KHuda kitna hamare jaisa hai

    yaqin jaaniye hasrat nahin hai dil mein koi

    bas us ka samne hona sukun deta hai

    hum aise log to is baat se pareshan hain

    jo hone wala hai wo bhi dikhai deta hai

    kisi bhi shaKHs ki KHatir na bhuliye KHud ko

    ye us se pyar nahin apne sath dhoka hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now