Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kisi ke dar pe jaane se yahi behtar tha mar jate

Sabir Naseerabadi

kisi ke dar pe jaane se yahi behtar tha mar jate

Sabir Naseerabadi

MORE BYSabir Naseerabadi

    kisī ke dar pe jaane se yahī behtar thā mar jaate

    jahāñ meñ naam raushan is tarah kuchh ham bhī kar jaate

    kisī talḳhiyoñ ne apnā dil chaak kar Daalā

    agar vo muskurā detā to apne din guzar jaate

    ḳhizāñ ne chaak kar Daalā tamannāoñ gulshan bhī

    bahāreñ saath detīñ to ye vīrāne sañvar jaate

    hamārā dil jalāne se use phir kyā milā 'sābir'

    bujhā detā agar soz-e-jigar to kaam kar jaate

    kisi ke dar pe jaane se yahi behtar tha mar jate

    jahan mein nam raushan is tarah kuchh hum bhi kar jate

    kisi ki talKHiyon ne apna dil hi chaak kar Dala

    agar wo muskura deta to apne din guzar jate

    KHizan ne chaak kar Dala tamannaon ka gulshan bhi

    bahaaren sath detin to ye virane sanwar jate

    hamara dil jalane se use phir kya mila 'sabir'

    bujha deta agar soz-e-jigar to kaam kar jate

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now