Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kitne ulfat ke amin hamil-e-gham niklenge

Sabir Naseerabadi

kitne ulfat ke amin hamil-e-gham niklenge

Sabir Naseerabadi

MORE BYSabir Naseerabadi

    kitne ulfat ke amiiñ hāmil-e-ġham nikleñge

    aadmī aise tirī bazm meñ kam nikleñge

    juz tirī yaad ke zehnoñ meñ na hogā kuchh bhī

    tere bande haiñ to is shaan se ham nikleñge

    zabt-e-ġham tāb-e-nazar ham meñ rahegī qaa.em

    kyoñ tirī bazm se bā-dīda-e-nam nikleñge

    bahr-e-zulmat meñ umīdoñ safīna hai ravāñ

    aur sāhil pe armānoñ ke dam nikleñge

    be-ḳhudī kaam jo aa jā.egī apnī 'sābir'

    sar jhukā.e hue patthar ke sanam nikleñge

    kitne ulfat ke amin hamil-e-gham niklenge

    aadmi aise teri bazm mein kam niklenge

    juz teri yaad ke zehnon mein na hoga kuchh bhi

    tere bande hain to is shan se hum niklenge

    zabt-e-gham tab-e-nazar hum mein rahegi qaem

    kyon teri bazm se ba-dida-e-nam niklenge

    bahr-e-zulmat mein umidon ka safina hai rawan

    aur sahil hi pe armanon ke dam niklenge

    be-KHudi kaam jo aa jaegi apni 'sabir'

    sar jhukae hue patthar ke sanam niklenge

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now