kuchh aise do-jahan se rabta rakkha gaya hai
kuchh aise do-jahāñ se rābta rakkhā gayā hai
ki in ḳhvābīda āñkhoñ ko khulā rakkhā gayā hai
mirī āñkhoñ meñ ab tū ret pā.egā na paanī
yahāñ dariyā na sahrā bas ḳhalā rakkhā gayā hai
pas-e-parda gale mil kar vo shāyad ro paḌeñge
jinheñ puurī kahānī meñ judā rakkhā gayā hai
kuchh aise do-jahan se rabta rakkha gaya hai
ki in KHwabida aankhon ko khula rakkha gaya hai
meri aankhon mein ab tu ret paega na pani
yahan dariya na sahra bas KHala rakkha gaya hai
pas-e-parda gale mil kar wo shayad ro paDenge
jinhen puri kahani mein juda rakkha gaya hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.