Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya bataun wo kaise milte hain

Shahzad Faiz

kya bataun wo kaise milte hain

Shahzad Faiz

MORE BYShahzad Faiz

    kyā batā.ūñ vo kaise milte haiñ

    jaise muflis ko paise milte haiñ

    jis tarah se mujhe mile haiñ aap

    aane vāloñ se aise milte haiñ

    shahr meñ aise kaun miltā hai

    log gaañv meñ jaise milte haiñ

    koī jhagḌā nahīñ hamāre biich

    jaise milte the vaise milte haiñ

    un se mil kar sabaq milā mujh ko

    'faiz' jaise ko taise milte haiñ

    kya bataun wo kaise milte hain

    jaise muflis ko paise milte hain

    jis tarah se mujhe mile hain aap

    aane walon se aise milte hain

    shahr mein aise kaun milta hai

    log ganw mein jaise milte hain

    koi jhagDa nahin hamare bich

    jaise milte the waise milte hain

    un se mil kar sabaq mila mujh ko

    'faiz' jaise ko taise milte hain

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now