lahu mein ghul ghul ke bah rahe the ragon ke andar
lahū meñ ghul ghul ke bah rahe the ragoñ ke andar
ham apnī miTTī meñ kuchh ravānī bachā rahe the
use ḳhabar bhī nahīñ ham us shab ḳhāmosh rah kar
bachī huī hai jo ik kahānī bachā rahe the
ye soch kis darja tishnagī se mare the ham log
ki paanī pī nahīñ rahe the paanī bachā rahe the
lahu mein ghul ghul ke bah rahe the ragon ke andar
hum apni miTTi mein kuchh rawani bacha rahe the
use KHabar bhi nahin hum us shab KHamosh rah kar
bachi hui hai jo ek kahani bacha rahe the
ye soch kis darja tishnagi se mare the hum log
ki pani pi nahin rahe the pani bacha rahe the
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.