Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main kaise manun mohabbat nahin hai shairi hai

Shabbir Shahid

main kaise manun mohabbat nahin hai shairi hai

Shabbir Shahid

MORE BYShabbir Shahid

    maiñ kaise mānūñ mohabbat nahīñ hai shā'irī hai

    ki shā'irāna tabī'at nahīñ hai shā'irī hai

    ‘atā-e-rabb-e-suḳhan hai ki she'r kahte haiñ

    hamārā mas.ala shohrat nahīñ hai shā'irī hai

    ḳhudī bachā.e hue haiñ qalam tāqat se

    ki aur koī bhī daulat nahīñ hai shā'irī hai

    har ik sipāhī hotā hai morcha apnā

    badan meñ laḌne himmat nahīñ hai shā'irī hai

    bigaḌtā kyoñ hai tirī nazr she'r to kiyā

    tirī tavajjoh rishvat nahīñ hai shā'irī hai

    mushā'ire meñ na shā'iroñ daad haq

    ye mīThe rang sharbat nahīñ hai shā'irī hai

    apne kaam se duniyā pe raaj kar 'shāhid'

    tumhāre haath hukūmat nahīñ hai shā'irī hai

    main kaise manun mohabbat nahin hai sha'iri hai

    ki sha'irana tabi'at nahin hai sha'iri hai

    ‘ata-e-rabb-e-suKHan hai ki she'r kahte hain

    hamara masala shohrat nahin hai sha'iri hai

    KHudi bachae hue hain qalam ki taqat se

    ki aur koi bhi daulat nahin hai sha'iri hai

    har ek sipahi ka hota hai morcha apna

    badan mein laDne ki himmat nahin hai sha'iri hai

    bigaDta kyon hai teri nazr she'r hi to kiya

    teri tawajjoh ki rishwat nahin hai sha'iri hai

    musha'ire mein na pi sha'iron ki dad ka haq

    ye miThe rang ka sharbat nahin hai sha'iri hai

    tu apne kaam se duniya pe raj kar 'shahid'

    tumhaare hath hukumat nahin hai sha'iri hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now