Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

maine chaha tha bhula dun sabhi jaane wale

Sadia Swera

maine chaha tha bhula dun sabhi jaane wale

Sadia Swera

MORE BYSadia Swera

    maiñ ne chāhā thā bhulā duuñ sabhī jaane vaale

    yaad to aa magar jaate haiñ aane vaale

    kitnī sunsān rah jaatī hai dil bastī

    lauT jaa.eñ jo sabhī ḳhvāb dikhāne vaale

    dil zulmat ko miTā pā.eñge kyūñkar logo

    raat bhar ghar ko charāġhoñ se sajāne vaale

    ham ne har sub.h ko rāhat 'alāmat samjhā

    din chaḌhe pesh hue ḳhuun rulāne vaale

    ab kisī ko bhī samajh merī nahīñ aatī yahāñ

    ne ye kaisā banāyā hai banāne vaale

    maiñ use dekh ke is soch meñ gum huuñ kab se

    kaise hañste haiñ ye auroñ ko rulāne vaale

    main ne chaha tha bhula dun sabhi jaane wale

    yaad to aa hi magar jate hain aane wale

    kitni sunsan si rah jati hai dil ki basti

    lauT jaen jo sabhi KHwab dikhane wale

    dil ki zulmat ko miTa paenge kyunkar logo

    raat bhar ghar ko charaghon se sajaane wale

    hum ne har subh ko rahat ki 'alamat samjha

    din chaDhe pesh hue KHun rulane wale

    ab kisi ko bhi samajh meri nahin aati yahan

    tu ne ye kaisa banaya hai banane wale

    main use dekh ke is soch mein gum hun kab se

    kaise hanste hain ye auron ko rulane wale

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now