mile tum kahan ki juda kar chale
mile tum kahāñ kī judā kar chale
kahānī vahī phir sunā kar chale
baḌī der se raah taktā rahā
abhī aa rahe ho ki aa kar chale
dikhāyā vahī jo na dekhā kabhī
sunāyā vahī jo sunā kar chale
vafā kā adā haq kiyā is tarah
jafā par jafā par jafā kar chale
ḳhatā kī na tum se to ummīd thī
ḳhatā kyā huī ki ḳhatā kar chale
dukhoñ kā na apne tamāsha bane
sabhī zaḳhm un se chhupā kar chale
chalā saath tere to sochā nahīñ
mujhe tum kahāñ le uḌā kar chale
mile tum kahan ki juda kar chale
kahani wahi phir suna kar chale
baDi der se rah takta raha
abhi aa rahe ho ki aa kar chale
dikhaya wahi jo na dekha kabhi
sunaya wahi jo suna kar chale
wafa ka ada haq kiya is tarah
jafa par jafa par jafa kar chale
KHata ki na tum se to ummid thi
KHata kya hui ki KHata kar chale
dukhon ka na apne tamasha bane
sabhi zaKHm un se chhupa kar chale
chala sath tere to socha nahin
mujhe tum kahan le uDa kar chale
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.