na chhoDi nasl bhi baqi ari barq-e-tapan tu ne
na chhoḌī nasl bhī baaqī arī barq-e-tapāñ tū ne
ma.e anDoñ aur bachchoñ ke hai phūñkā āshiyāñ tū ne
abhī raazī hue the vo abhī haath un pe Daalā thā
abe murġh-e-sahar de dī abhī se kyoñ azaañ tū ne
shab-e-va.ada zarā toḌā-maroḌī kī to farmāyā
hilā diiñ husn ke gumbad kī donoñ burjiyāñ tū ne
na chhoDi nasl bhi baqi ari barq-e-tapan tu ne
mae anDon aur bachchon ke hai phunka aashiyan tu ne
abhi raazi hue the wo abhi hath un pe Dala tha
abe murgh-e-sahar de di abhi se kyon azan tu ne
shab-e-wada zara toDa-maroDi ki to farmaya
hila din husn ke gumbad ki donon burjiyan tu ne
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.