Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na guzarish na sifarish koi mani maine

Sarshar Hoshyarpuri

na guzarish na sifarish koi mani maine

Sarshar Hoshyarpuri

MORE BYSarshar Hoshyarpuri

    na guzārish na sifārish koī maanī maiñ ne

    duudh duudh kiyā paanī paanī maiñ ne

    na rahā jab na rahā zabt yaarā yak-sar

    jal uThī bazm vo sho.ala-fishānī maiñ ne

    mirī be-laus mohabbat hai anjām yahī

    dar-ba-dar ḳhaak isī vāste chhānī maiñ ne

    phuul to aur bhī the baaġh meñ chunñe ke liye

    uf chunī bhī to chunī raat raanī maiñ ne

    na guzarish na sifarish koi mani main ne

    dudh ka dudh kiya pani ka pani main ne

    na raha jab na raha zabt ka yara yak-sar

    jal uThi bazm wo ki shoala-fishani main ne

    meri be-laus mohabbat ka hai anjam yahi

    dar-ba-dar KHak isi waste chhani main ne

    phul to aur bhi the bagh mein chunne ke liye

    uf chuni bhi to chuni raat ki rani main ne

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now