Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nigah-e-yar mein dekhi hai be-ruKHi maine

Sabir Naseerabadi

nigah-e-yar mein dekhi hai be-ruKHi maine

Sabir Naseerabadi

MORE BYSabir Naseerabadi

    nigāh-e-yār meñ dekhī hai be-ruḳhī maiñ ne

    qasam ḳhudā na sochā thā ye kabhī maiñ ne

    matā'-e-kaif luTā kar talab rāhoñ meñ

    tire vajūd ko baḳhshī hai tāzgī maiñ ne

    mire laboñ pe tabassum na DhūñD ai saaqī

    ġham-e-hayāt ko de hai har ḳhushī maiñ ne

    gunāhgār hai bhī mirī tarah nāseh

    siyāhī ruuh ke chehre pe dekh maiñ ne

    zamāna ban gayā dushman to ġham nahīñ 'sābir'

    kisī zulf-e-pareshāñ sañvār maiñ ne

    nigah-e-yar mein dekhi hai be-ruKHi main ne

    qasam KHuda ki na socha tha ye kabhi main ne

    mata'-e-kaif luTa kar talab ki rahon mein

    tere wajud ko baKHshi hai tazgi main ne

    mere labon pe tabassum na DhunD ai saqi

    gham-e-hayat ko de di hai har KHushi main ne

    gunahgar hai tu bhi meri tarah naseh

    siyahi ruh ke chehre pe dekh li main ne

    zamana ban gaya dushman to gham nahin 'sabir'

    kisi ki zulf-e-pareshan sanwar di main ne

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now