patang unchi uDani chahiye thi
patang ūñchī uḌānī chāhiye thī
ki sarhad paar jaanī chāhiye thī
ġhurūr us baat kā ham paal baiThe
ki jis par sharm aanī chāhiye thī
chukā sakte nahīñ qīmat alag baat
magar bolī lagānī chāhiye thī
usī din kaise zinda ho ga.e ham
ki jis din maut aanī chāhiye thī
hameñ khānā na khānā chāhiye thā
ki tum se DaañT khānī chāhiye thī
patang unchi uDani chahiye thi
ki sarhad par jaani chahiye thi
ghurur us baat ka hum pal baiThe
ki jis par sharm aani chahiye thi
chuka sakte nahin qimat alag baat
magar boli lagani chahiye thi
usi din kaise zinda ho gae hum
ki jis din maut aani chahiye thi
hamein khana na khana chahiye tha
ki tum se DanT khani chahiye thi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.