phul KHushbu hijr ulfat ka har ek gham kah rahe hain
phul KHushbu hijr ulfat ka har ek gham kah rahe hain
Prashant Mishra Man
MORE BYPrashant Mishra Man
phuul ḳhushbū hijr ulfat kā har ik ġham kah rahe haiñ
aañkh se girte hue aañsū piye ham kah rahe haiñ
zindagī kī qaid se ye ik rihā.ī kī tarah hai
ham jise aañsū bahā kar ek mātam kah rahe haiñ
aah karvaT ġham udāsī bebasī bechārgī hai
is liye ham hijr ko kār-e-jahannam kah rahe haiñ
phul KHushbu hijr ulfat ka har ek gham kah rahe hain
aankh se girte hue aansu piye hum kah rahe hain
zindagi ki qaid se ye ek rihai ki tarah hai
hum jise aansu baha kar ek matam kah rahe hain
aah karwaT gham udasi bebasi bechaargi hai
is liye hum hijr ko kar-e-jahannam kah rahe hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.