phuul ummīd ke khilā na sakā
chaah kar bhī bahār lā na sakā
bad-nasībī meñ ziist guzrī hai
ziist sukh se kabhī sajā na sakā
mujh ko kānhā kī murlī banñā thā
vaqt rādhā mujhe banā na sakā
hausle dil meñ itne saare the
din musībat kā bhī Darā na sakā
phul ummid ke khila na saka
chah kar bhi bahaar la na saka
bad-nasibi mein zist guzri hai
zist sukh se kabhi saja na saka
mujh ko kanha ki murli banna tha
waqt radha mujhe bana na saka
hausle dil mein itne sare the
din musibat ka bhi Dara na saka
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.