Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rahin-e-aql ko sahra mein rahguzar na mili

Rafeeq Pilibhiti

rahin-e-aql ko sahra mein rahguzar na mili

Rafeeq Pilibhiti

MORE BYRafeeq Pilibhiti

    rahīn-e-aql ko sahrā meñ rahguzar na milī

    amaañ junūñ ko tah-e-sāya-e-shajar na milī

    liye ġhamoñ ko baḌhī rahī hai zulmat meñ

    kahāñ rukegī shab-e-hijr gar sahar na milī

    nazar jhukā ke jo dekhā hai dil ā.īna

    ḳhud apne aap se aksar mirī nazar na milī

    hazār motī paTaktī hai mauj sāhil par

    guhar aabrū us ko kabhī magar na milī

    nigāh-e-qais ne lailā meñ liyā jalva

    'rafīq' ko ruḳh-e-tābāñ meñ bhī sahar na milī

    rahin-e-aql ko sahra mein rahguzar na mili

    aman junun ko tah-e-saya-e-shajar na mili

    liye ghamon ko baDhi ja rahi hai zulmat mein

    kahan rukegi shab-e-hijr gar sahar na mili

    nazar jhuka ke jo dekha hai dil ka aaina

    KHud apne aap se aksar meri nazar na mili

    hazar moti paTakti hai mauj sahil par

    guhar ki aabru us ko kabhi magar na mili

    nigah-e-qais ne laila mein pa liya jalwa

    'rafiq' ko ruKH-e-taban mein bhi sahar na mili

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now