Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sab se unchi meri uDan ho kya

Musarrat Anjum

sab se unchi meri uDan ho kya

Musarrat Anjum

sab se ūñchī mirī uḌaan ho kyā

āsmānoñ imtihān ho kyā

tum meñ sab kuchh jo mujh ko dikhtā hai

tum mukammal mirā jahān ho kyā

jis koī sirā nahīñ miltā

tum mohabbat dāstān ho kyā

koī bhī na pā.egā tum bin

jiine vāloñ ān-bān ho kyā

chup haiñ saare mudda.ī mere

tujh pe aa ke mirā bayān ho kyā

tum pe aatā nahīñ yaqīñ mujh ko

vo jo rahtā nahīñ gumān ho kyā

sab se unchi meri uDan ho kya

aasmanon ka imtihan ho kya

tum mein sab kuchh jo mujh ko dikhta hai

tum mukammal mera jahan ho kya

jis ka koi sira nahin milta

tum mohabbat ki dastan ho kya

koi bhi ji na paega tum bin

jine walon ki aan-ban ho kya

chup hain sare hi muddai mere

tujh pe aa ke mera bayan ho kya

tum pe aata nahin yaqin mujh ko

wo jo rahta nahin guman ho kya

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now