Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sada panw mein beDi hathon mein zanjir dekhi hai

Naushad Munis Aazmi

sada panw mein beDi hathon mein zanjir dekhi hai

Naushad Munis Aazmi

MORE BYNaushad Munis Aazmi

    sadā paañv meñ beḌī hāthoñ meñ zanjīr dekhī hai

    vafādārān-e-ulfat yahī taqdīr dekhī hai

    kareñ nauha paḌheñ kyoñ marsiya āh-o-bukā kyoñ ho

    vo zinda haiñ unhīñ dahr meñ tanvīr dekhī hai

    mahal mismār ho kar bhī saqāfat zinda rakhte haiñ

    jabīn-e-sang par ham ne yahī tahrīr dekhī hai

    sabhī ko zindagī pyārī hai lekin is tarah jiinā

    nivāloñ ke liye aksar ġhalat tadbīr dekhī hai

    duā.eñ vasl māñgī vo aa.e haiñ dam-e-naz.a

    ajab taqdīr dekhī hai ajab tāsīr dekhī hai

    khulī āñkhoñ se ham ne bhī ḳhushī ke ḳhvāb dekhe the

    magar 'monis' bigaḌtī bārhā ta.abīr dekhī hai

    sada panw mein beDi hathon mein zanjir dekhi hai

    wafadaran-e-ulfat ki yahi taqdir dekhi hai

    karen nauha paDhen kyon marsiya aah-o-buka kyon ho

    wo zinda hain unhin ki dahr mein tanwir dekhi hai

    mahal mismar ho kar bhi saqafat zinda rakhte hain

    jabin-e-sang par hum ne yahi tahrir dekhi hai

    sabhi ko zindagi pyari hai lekin is tarah jina

    niwalon ke liye aksar ghalat tadbir dekhi hai

    duaen wasl ki mangi wo aae hain dam-e-naza

    ajab taqdir dekhi hai ajab tasir dekhi hai

    khuli aankhon se hum ne bhi KHushi ke KHwab dekhe the

    magar 'monis' bigaDti barha tabir dekhi hai

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now