Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

samajh liya hai use tumne apni zat ki had

Abdul Matin Jami

samajh liya hai use tumne apni zat ki had

Abdul Matin Jami

MORE BYAbdul Matin Jami

    samajh liyā hai use tum ne apnī zaat had

    vahī jo merī nazar meñ thī kā.enāt had

    hudūd-e-vahm se aage gumāñ had se pare

    amiiq bahr-e-yaqīñ hai rah-e-hayāt had

    nigāh-e-husn bhī ḳhīra huī haiñ hairat se

    bahut hasīn hai zauq-e-jamāliyāt had

    chhupā rakhā hai safedī ko apne dāman meñ

    siyāh kitnī hai apne tasavvurāt had

    nuqūsh-e-karb ubharne lage haiñ chehre par

    use sameT rahī hai ġham-e-hayāt had

    zamīñ se auj-e-falak tak safar kiyā hai abas

    pahuñch se duur hai un navāzishāt had

    vafā ke shahr 'jāmī' talāsh hai sab ko

    kisī se sar na huī garche ḳhvāhishāt had

    samajh liya hai use tum ne apni zat ki had

    wahi jo meri nazar mein thi kaenat ki had

    hudud-e-wahm se aage guman ki had se pare

    amiq bahr-e-yaqin hai rah-e-hayat ki had

    nigah-e-husn bhi KHira hui hain hairat se

    bahut hasin hai zauq-e-jamaliyat ki had

    chhupa rakha hai safedi ko apne daman mein

    siyah kitni hai apne tasawwuraat ki had

    nuqush-e-karb ubharne lage hain chehre par

    use sameT rahi hai gham-e-hayat ki had

    zamin se auj-e-falak tak safar kiya hai abas

    pahunch se dur hai un ki nawazishat ki had

    wafa ke shahr ki 'jami' talash hai sab ko

    kisi se sar na hui garche KHwahishat ki had

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now