Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shahr se ganw mein aa gae

Akhtar Madhupuri

shahr se ganw mein aa gae

Akhtar Madhupuri

MORE BYAkhtar Madhupuri

    shahr se gaañv meñ aa ga.e

    dhuup se chhāñv meñ aa ga.e

    ḳhush-jamāloñ meñ bahle na ham

    ġham salmāoñ meñ aa ga.e

    kitne dahshat-zada shahr haiñ

    log sahrāoñ meñ aa ga.e

    dushmanoñ se gile kuchh nahīñ

    apnoñ ke daañv meñ aa ga.e

    ḳhud-farebī mirī dekhiye

    jhūTī āshāoñ meñ aa ga.e

    shahr se ganw mein aa gae

    dhup se chhanw mein aa gae

    KHush-jamalon mein bahle na hum

    gham ki salmaon mein aa gae

    kitne dahshat-zada shahr hain

    log sahraon mein aa gae

    dushmanon se gile kuchh nahin

    apnon ke danw mein aa gae

    KHud-farebi meri dekhiye

    jhuTi aashaon mein aa gae

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now