Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

usne mujhse to kuchh kaha hi nahin

Shahbaz Rizvi

usne mujhse to kuchh kaha hi nahin

Shahbaz Rizvi

MORE BYShahbaz Rizvi

    us ne mujh se to kuchh kahā nahīñ

    merā ḳhud se to rābta nahīñ

    kūza-gar roz dast badle hai

    mujh ko ījād to kiyā nahīñ

    apne pīchhe maiñ chhup ke chaltā huuñ

    merā saayā mujhe milā nahīñ

    kitnī mushkil ke baa'd TuuTā hai

    ek rishta kabhī jo thā nahīñ

    baa'd marne ke ghar nasīb huā

    zindagī ne to kuchh diyā nahīñ

    bevafā.ī tujhe mubārak ho

    ham ne badlā kabhī liyā nahīñ

    us ne mujh se to kuchh kaha hi nahin

    mera KHud se to rabta hi nahin

    kuza-gar roz dast badle hai

    mujh ko ijad to kiya hi nahin

    apne pichhe main chhup ke chalta hun

    mera saya mujhe mila hi nahin

    kitni mushkil ke ba'd TuTa hai

    ek rishta kabhi jo tha hi nahin

    ba'd marne ke ghar nasib hua

    zindagi ne to kuchh diya hi nahin

    bewafai tujhe mubarak ho

    hum ne badla kabhi liya hi nahin

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now