Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

usne tauhin ki hai ki ho meri

Tahir Saood Kiratpuri

usne tauhin ki hai ki ho meri

Tahir Saood Kiratpuri

us ne tauhīn hai ho mirī

kyā ḳhabar kyā kamī rahī ho mirī

maiñ to qātil se ye bhī kah na sakā

tum ai maut zindagī ho mirī

vahī aḳhbār un ko pahuñchā do

jis meñ tasvīr chhap ga.ī ho mirī

phuul yak-laḳht ḳhaak ho jaa.e

muntaqil jaise bekalī ho mirī

pal meñ nārāz maan jā.egā

ik nazar nazm dekh ho mirī

us phir har ḳhatā mu'āf 'sa'ūd'

ḳhaak par ḳhaak Daal ho mirī

us ne tauhin ki hai ki ho meri

kya KHabar kya kami rahi ho meri

main to qatil se ye bhi kah na saka

tum hi ai maut zindagi ho meri

wahi aKHbar un ko pahuncha do

jis mein taswir chhap gai ho meri

phul yak-laKHt KHak ho jae

muntaqil jaise bekali ho meri

pal mein naraaz man jaega

ek nazar nazm dekh li ho meri

us ki phir har KHata mu'af 'sa'ud'

KHak par KHak Dal di ho meri

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now