Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

utri hai be-misal usi ke badan mein ThanD

Mohammad Yasir Mustafvi

utri hai be-misal usi ke badan mein ThanD

Mohammad Yasir Mustafvi

MORE BYMohammad Yasir Mustafvi

    utrī hai be-misāl usī ke badan meñ ThanD

    jis ke kabhī na paḌtī thī she'r-o-suḳhan meñ ThanD

    dekhoge ġhaur se to samajh aa.egī tumheñ

    paḌne lagī tumhārī ab is anjuman meñ ThanD

    tā-'umr vo mission bhī adhūrā rahegā jab

    paḌ jā.egī zarā kisī bhī mission meñ ThanD

    is ḳhush-ḳhirām jism-e-mubārak ke lams se

    yak-laḳht utar ga.ī puure badan meñ ThanD

    ik 'umr tak banā rahā maiñ ghar sā.ebāñ

    tab ke aaj mujh ko milī hai kafan meñ ThanD

    pardes tapish meñ mirā machal gayā

    jab sun liyā ki paḌne lagī hai vatan meñ ThanD

    utri hai be-misal usi ke badan mein ThanD

    jis ke kabhi na paDti thi she'r-o-suKHan mein ThanD

    dekhoge ghaur se to samajh aaegi tumhein

    paDne lagi tumhaari ab is anjuman mein ThanD

    ta-'umr wo mission bhi adhura rahega jab

    paD jaegi zara si kisi bhi mission mein ThanD

    is KHush-KHiram jism-e-mubarak ke lams se

    yak-laKHt hi utar gai pure badan mein ThanD

    ek 'umr tak bana raha main ghar ka saeban

    tab ja ke aaj mujh ko mili hai kafan mein ThanD

    pardes ki tapish mein mera ji machal gaya

    jab sun liya ki paDne lagi hai watan mein ThanD

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now