Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

waqt ki ragni git gati rahi

Gul Afshan

waqt ki ragni git gati rahi

Gul Afshan

MORE BYGul Afshan

    vaqt rāgnī giit gaatī rahī

    aur maiñ giit dhun banātī rahī

    barq thī gir ga.ī shaḳhs thā jal gayā

    der tak raakh se aañch aatī rahī

    hijr raat thī jāgnā shart thā

    chāñdnī niiñd ke par banātī rahī

    aap aap vo gungunātā rahā

    aap aap maiñ muskurātī rahī

    jal ga.ī maiñ magar dil jigar kab jale

    aañch ik kamī sar uThātī rahī

    kaam aulād ke sahl hote rahe

    māmtā farz apnā nibhātī rahī

    waqt ki ragni git gati rahi

    aur main git ki dhun banati rahi

    barq thi gir gai shaKHs tha jal gaya

    der tak rakh se aanch aati rahi

    hijr ki raat thi jagna shart tha

    chandni nind ke par banati rahi

    aap hi aap wo gungunata raha

    aap hi aap main muskuraati rahi

    jal gai main magar dil jigar kab jale

    aanch ki ek kami sar uThati rahi

    kaam aulad ke sahl hote rahe

    mamta farz apna nibhati rahi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now