Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo Dar ke aage nikal jaega agar yunhi

Sharib Mauranwi

wo Dar ke aage nikal jaega agar yunhi

Sharib Mauranwi

MORE BYSharib Mauranwi

    vo Dar ke aage nikal jā.egā agar yūñhī

    to jiit paañv ko chūmegī 'umr bhar yūñhī

    barahna-pā mirī sāñseñ ragoñ ke nezoñ par

    kareñgī kaise bhalā raqs 'umr bhar yūñhī

    saroñ pe apne tamāzat bojh uThā.e hue

    ye kaun mahv-e-safar hai Dagar Dagar yūñhī

    ki jaise pyaas se lab jal rahe hoñ paanī ke

    shikam aag se jaltī hai dopahar yūñhī

    wo Dar ke aage nikal jaega agar yunhi

    to jit panw ko chumegi 'umr bhar yunhi

    barahna-pa meri sansen ragon ke nezon par

    karengi kaise bhala raqs 'umr bhar yunhi

    saron pe apne tamazat ka bojh uThae hue

    ye kaun mahw-e-safar hai Dagar Dagar yunhi

    ki jaise pyas se lab jal rahe hon pani ke

    shikam ki aag se jalti hai dopahar yunhi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now