wo dil laun kahan se jo tere dil ke muqabil ho
vo dil lā.ūñ kahāñ se jo tire dil ke muqābil ho
mujhe chāhat mohabbat kā sila koī to hāsil ho
nahīñ ġham maut kā koī magar ik shart hai merī
koī qātil ho merā to du'ā hai tū hī qātil ho
na koī ḳhauf marne kā na jiine kī tamanna hai
use Dar kyā samundar se jise kashtī hī sāhil ho
lagā deñ aag dariyā meñ uThā.eñ chal koī tūfāñ
maza aa.e mohabbat kā agar tū mujh meñ shāmil ho
wo dil laun kahan se jo tere dil ke muqabil ho
mujhe chahat mohabbat ka sila koi to hasil ho
nahin gham maut ka koi magar ek shart hai meri
koi qatil ho mera to du'a hai tu hi qatil ho
na koi KHauf marne ka na jine ki tamanna hai
use Dar kya samundar se jise kashti hi sahil ho
laga den aag dariya mein uThaen chal koi tufan
maza aae mohabbat ka agar tu mujh mein shamil ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.