Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo husn hai wo husn-e-be-misal hai kamal hai

Adnan Asif Bhatta

wo husn hai wo husn-e-be-misal hai kamal hai

Adnan Asif Bhatta

MORE BYAdnan Asif Bhatta

    vo husn hai vo husn-e-be-misāl hai kamāl hai

    ye ishq hai ye ishq-e-lā-zavāl hai kamāl hai

    sharāb jo jaam hai harām hai malām hai

    jo aadmī ḳhuun hai halāl hai kamāl hai

    ye dil tirā faqīr hai amiir hai kabīr hai

    qalandarāna haal hai dhamāl hai kamāl hai

    firāq hai firāq hai sukūn hai sukūn hai

    visāl hai visāl hai kamāl hai kamāl hai

    maiñ dekhtā huuñ ḳhvāb meñ alī hasan husain haiñ

    huzūr haiñ uvais hai bilāl hai kamāl hai

    wo husn hai wo husn-e-be-misal hai kamal hai

    ye ishq hai ye ishq-e-la-zawal hai kamal hai

    sharab ka jo jam hai haram hai malam hai

    jo aadmi ka KHun hai halal hai kamal hai

    ye dil tera faqir hai amir hai kabir hai

    qalandarana haal hai dhamal hai kamal hai

    firaq hai firaq hai sukun hai sukun hai

    visal hai visal hai kamal hai kamal hai

    main dekhta hun KHwab mein ali hasan husain hain

    huzur hain uwais hai bilal hai kamal hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now