Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo lazzaton pe lazzaten pai hain did ki

Mohammad Shamsuddin Aajiz

wo lazzaton pe lazzaten pai hain did ki

Mohammad Shamsuddin Aajiz

MORE BYMohammad Shamsuddin Aajiz

    vo lazzatoñ pe lazzateñ paa.ī haiñ diid

    be-kaif ho ke rah ga.iiñ sab ḳhushiyāñ eid

    shikva darāz-dastī-e-dil bajā magar

    aap ke iltifāt ne miTTī palīd

    yaaro ḳhudā ke vāste āñkheñ khulī rakho

    hasrat hai bād-e-marg bhī phir un ke diid

    'ājiz' vazīfa paḌhte haiñ umm-e-husain

    kartā koī hai yaad jahāñ meñ yazīd

    wo lazzaton pe lazzaten pai hain did ki

    be-kaif ho ke rah gain sab KHushiyan eid ki

    shikwa daraaz-dasti-e-dil ka baja magar

    aap hi ke iltifat ne miTTi palid ki

    yaro KHuda ke waste aankhen khuli rakho

    hasrat hai baad-e-marg bhi phir un ke did ki

    'ajiz' wazifa paDhte hain umm-e-husain ka

    karta koi hai yaad jahan mein yazid ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now