Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye zist aasan ho kitni ibaadat sath rahti hai

Syed Muzammil Ahmad Siyah

ye zist aasan ho kitni ibaadat sath rahti hai

Syed Muzammil Ahmad Siyah

MORE BYSyed Muzammil Ahmad Siyah

    ye ziist āsān ho kitnī ibādat saath rahtī hai

    mohabbat mar nahīñ saktī mohabbat saath rahtī hai

    kisī aamil ne bolā thā mirī rūdād sun ke ye

    miyāñ ye aish mamnūa hai zarūrat saath rahtī hai

    mirī qīmat mirī taslīm ke gauhar meñ pinhāñ hai

    ye qismat kab sudhartī hai musībat saath rahtī hai

    dam-e-ruḳhsat jo hañste haiñ vahī rote haiñ ḳhalvat meñ

    girā.e laakh parde hoñ haqīqat saath rahtī hai

    'siyah' ka.abe bahut dekhe baḌe sajde kiye lekin

    aqīdat kab bhaTaktī hai aqīdat saath rahtī hai

    ye zist aasan ho kitni ibaadat sath rahti hai

    mohabbat mar nahin sakti mohabbat sath rahti hai

    kisi aamil ne bola tha meri rudad sun ke ye

    miyan ye aish mamnua hai zarurat sath rahti hai

    meri qimat meri taslim ke gauhar mein pinhan hai

    ye qismat kab sudharti hai musibat sath rahti hai

    dam-e-ruKHsat jo hanste hain wahi rote hain KHalwat mein

    girae lakh parde hon haqiqat sath rahti hai

    'siyah' kabe bahut dekhe baDe sajde kiye lekin

    aqidat kab bhaTakti hai aqidat sath rahti hai

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now