Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq mein tum mastiyan le kar chalo

Aatish Muradabadi

ishq mein tum mastiyan le kar chalo

Aatish Muradabadi

MORE BYAatish Muradabadi

    'ishq meñ tum mastiyāñ le kar chalo

    husn ye bijliyāñ le kar chalo

    haiñ raqam jin meñ kahānī 'ishq

    vo gulābī chiTThiyāñ le kar chalo

    jvaar dil meñ uTh rahā hai prem

    sachche motī sīpiyāñ le kar chalo

    desh meñ ḳhush-hāl sab hoñge tabhī

    aap achchhī nītiyāñ le kar chalo

    darj hai jin meñ fasāna dard

    vo kapāsī pattiyāñ le kar chalo

    daad himmat agarche chāhiye

    ret meñ tum kashtiyāñ le kar chalo

    'ishq mein tum mastiyan le kar chalo

    husn ki ye bijliyan le kar chalo

    hain raqam jin mein kahani 'ishq ki

    wo gulabi chiTThiyan le kar chalo

    jwar dil mein uTh raha hai prem ka

    sachche moti sipiyan le kar chalo

    desh mein KHush-haal sab honge tabhi

    aap achchhi nitiyan le kar chalo

    darj hai jin mein fasana dard ka

    wo kapasi pattiyan le kar chalo

    dad himmat ki agarche chahiye

    ret mein tum kashtiyan le kar chalo

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now